Roman script

(teri meri murado ke din hai 
rato ko jag kar, sone ke din hai ) - 2
(bistar ki thadak, saso ki garami 
baho ki shakti, hotho ki narami ) - 2
hotho ki narami - 3 
kuchh khoke kuchh paa jaane ke din hai 
rato ko jag kar, sone ke din hai 
(baarish ki bundo me do jism bhige 
bhige badan ki sharabo ko pile ) - 2
sharabo ko pile - 3 
sharabi sharabi rato ke din hai 
rato ko jag kar sone ke din hai 
(shabanam gire phul par, phul ham par 
mahak ek rache phir nai tino mil kar ) - 2
nai tino milakar - 3 
gulabi gulabi jharo ke din hai 
rato ko jag kar sone ke din hai 
teri meri murado ke din hai 
rato ko jag kar, sone ke din hai - 2

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Ghansham Vaswani, Preeti Uttam

actor: Pooja Bhatt, Vivek Mushran