Roman script

aa aa aa aa aa

teri meri mohabbat bhi, ek amar kahani hain 

ho teri meri mohabbat bhi, ek amar kahani hain 

aaj nahi kal parso nahi ye 

aaj nahi kal parso nahi ye, barso puraani hain 

teri meri mohabbat bhi, ek amar kahani hain 

ho teri meri mohabbat bhi 

itani khushi hain aaj mili, muh se na main kah paaun 

itani khushi hain aaj mili, muh se na main kah paaun 

ji chahe ab leke tujhe, main dur kahi pe ud jaaun 

kali kali pe chaman cahman pe aai javaani hai 

teri meri mohabbat bhi, ek amar kahani hain 

o teri meri mohabbat bhi

har din ye tamanna rahe, koi to shubh din hoga 

har din ye tamanna rahe, koi to shubh din hoga 

is dil ko yakin tha sanam, fir tujhse mera milan hoga 

teri mohabbat se hi meri ye zindgaani hain 

teri meri mohabbat bhi, ek amar kahani hain 

o teri meri mohabbat bhi

mujhse tum ek vaada karo, ye bandhan na tutega 

mujhse tum ek vaada karo, ye bandhan na tutega

ham dono ka jivan bhar ye saath nahi chhutega 

saath tumhaare jo gujre wo ghadi suhaani hain 

teri meri mohabbat bhi, ek amar kahani hain 

o teri meri mohabbat bhi, ek amar kahani hain 

aaj nahi kal parso nahi ye 

aaj nahi kal parso nahi ye, barso puraani hain 

teri meri mohabbat bhi, ho teri meri mohabbat bhi  

ho teri meri mohabbat bhi, ho teri meri mohabbat bhi

Explore this song