Roman script

aa aa aa aa aa

teri meri mohabbat bhi, ek amar kahani hain 

o teri meri mohabbat bhi, ek amar kahani hain 

aaj nahi kal parso nahi ye 

aaj nahi kal parso nahi ye, barso puraani hain 

teri meri mohabbat bhi, ek amar kahani hain 

o teri meri mohabbat bhi 

itani khushi hain aaj mili, muh se na main kah paaun 

itani khushi hain aaj mili, muh se na main kah paaun 

ji chahe ab leke tujhe, main dur kahi pe ud jaaun 

kali kali chaman cahman pe aai javaani hai 

teri meri mohabbat bhi, ek amar kahani hain 

o teri meri mohabbat bhi, ek amar kahani hain 

aaj nahi kal parso nahi ye 

aaj nahi kal parso nahi ye, barso puraani hain 

teri meri mohabbat bhi, o teri meri mohabbat bhi  

o teri meri mohabbat bhi, o teri meri mohabbat bhi

Explore this song