Roman script
teri meri meri teri prem kahani hai mushkil do lafzo me ye bayan na ho paye ik ladka ik ladki ki ye kahani hai nayi do lafzo me ye bayan na ho paye teri meri, meri teri prem kahani hai mushkil do lafzo me ye baya na ho paye ik dooje se huye juda jab ik dooje ke liye bane teri meri, meri teri prem kahani hai mushkil do lafzo me ye bayan na ho paye teri meri bato ka har lamha sab se anjana do lafzo me ye baya na ho paye har ehsas me tu hai har ik yaad me tera afsana do lafzo me ye bayan na ho paye ik dooje se hue judaa jab ik dooje ke liye bane teri meri bato ka har lamha sab se anjaana do lafzo me ye baya na ho paye ik ladka ik ladki ki ye kahani hai nayi do lafzo me ye bayan na ho paye
Song details
- Singer: Shreya Ghoshal
- Singer: Rahat Fateh Ali Khan
- Film / album: Bodyguard (2011)
- Composer: Himesh Reshammiya
- Lyricist: Shabbir Ahmed
- Actor: Salman Khan
- Actor: Kareena Kapoor
- Actor: Rajat Rawail
- Actor: Katrina Kaif
- Actor: Raj Babbar
- Actor: Mahesh Manjrekar
- Actor: Shatrughan Sinha
- Actor: Aditya Pancholi
- Actor: Hazel Keech
- Actor: Asrani
- Actor: Mohan Kapoor
- Actor: Himani Shivpuri
- Actor: Chetan Hansraj
singer: Shreya Ghoshal, Rahat Fateh Ali Khan
actor: Salman Khan, Kareena Kapoor