Roman script

teri meri meri teri lad gai najariya 
dekhan ko aaye gayi sari re bajariya 
sari re bajariya 
dhire dhire ho dhire dhire jan gayi sari nagariya
dekhan ko aaye gayi sari re bajariya
tere liye maine sari duniya bichhad di 
tere liye maine
tere liye maine sari duniya bichhad di 
dil jaisi chij maine tere liye har di 
kahe to rakh du gori 
kahe to rakh du gori 
kahe to rakh du tere paanv pe pagariya 
dekhan ko aaye gayi sari re bajariya 
teri merei meri teri lad gaui najariya 
dekhan ko aaye gayi sari re bajariya 
dil ko na todna ye dil hai garib ka 
dekho na tham lena daman rakib ka 
dil ko na todna ye dil hai garib ka 
dekho na tham len daman rakib ka 
aisa na hoga kabhi 
aisa na hoga mere baanke saanvriya 
dekhan ko aaye gayi sari re bajariya 
teri merei meri teri lad gaui najariya 
dekhan ko aaye gayi sari re bajariya 
inki bhi aapas me aisi waisi bat hai 
inki bhi aapas me aisi waisi bat hai 
aisi vaisi bat hai 
bat vahi bat hai jo teri meri bat hai 
jo teri meri bat hai
aankhe bata rahi aankhe bata rahi 
dil ki khabariya 
dekhan ko aaye gayi sari re bajariya 
teri merei meri teri lad gaui najariya 
dekhan ko aaye gayi sari re bajariya

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Meena Kapoor, G. M. Durrani