Roman script

ik raaz haseena ka hum aaj batate hai 
kuch nazre churate hain kuch dil ko churate hain 
teri meri ho gayi yaari eh teri meri ho gayi yaari 
lagi teri adaye mujhe pyari le lungi dil chori se 
le lungi dil chori se chori se bar jori se 
fir ye kisi se nai kehna ke lut gaye re lut gaye re 
teri meri ho gayi yaari lagi teri adaye mujhe pyari
aaja nijahe tu bhi jawa aaja nijahe tu bhi jawa 
pyar nahi mera besabab ho tarsaungi tadpaungi 
mai hoon mashook beadab mai hoon mashook beadab 
rehna sambhal ke rehna sambhal ke hantho ko mal ke 
fir ye kisi se nai kehna ke lut gaye re lut gaye re 
haay lut gaye re lut gaye re 
teri meri ho gayi yaari lagi teri adaye mujhe pyari 
ye duniya bhale jo chahae kahe ye duniya bhale jo chahae kahe 
humne jo socha wo kar liya kismat me tha wo mile ke raha 
humne daman bhar liya humne daman bhar liya 
dil apna khoke dil apna khoke deewana hoke 
fir ye kisi se na kehna ke lut gaye re lut gaye re 
haay lut gaye re lut gaye re

Song details

Song video

Watch on YouTube