Roman script

teri meri, ankahi daastaan

keh gawaa hai, ye zameen aasmaan

teri meri, ankahi daastaan

keh gawaa hai, ye zameen aasmaan

teri aankhon mein likhi, jo shayari,

kaise karoon main bayaan ho..

tu meri kahani, main teri zubaan

tu meri kahani, main teri zubaan

tu meri kahani, main teri zubaan

tu meri kahani, main teri zubaan

tera mera, rishta purana janmon janmon se aana jaana

banke mann ka meet re meet re..meet re..

tera mera, rishta purana janmon janmon se aana jaana

banke mann ka meet re

jab ye nahi the, chaand sitaare

na thi nadiyaan, sagar kinaare

tab se apni preet re tab se apni preet re

aasmaan bhi karta hai, aasmaan bhi karta hai,

afsaana bayaan, tere mere ishq ka

tu meri kahani, main teri zubaan

tu meri kahani, main teri zubaan

tu meri kahani, main teri zubaan

tu meri kahani, main teri zubaan

tere bina, kaisa ye jeena dil se bandhi hai, dor teri

saanson mein meri saans re saans re..saans re..

tere bina, kaisa ye jeena dil se bandhi hai, dor teri

saanson mein meri saans re..

tum zindagi ho, tum bandagi ho

dard bhi tum ho, tum hi dawa ho

tum hi dil pyaas re tum hi dil pyaas re

jo tu keh yaara jo tu keh yaara

ye waada raha, honge hum ek pal mein fanaa

tu meri kahani, main teri zubaan

tu meri kahani, main teri zubaan

tu meri kahani, main teri zubaan

tu meri kahani, main teri zubaan

zubaan.

Explore this song