Roman script

teri mehfil teri mehfil teri mehfil

teri mehfil mein aaye hai teri ulfat ke deewane

teri mehfil mein aaye hai teri ulfat ke deewane

shamma par jaan de denge mohabbt ke parwane

shamma par jaan de denge mohabbt ke parwane

mohabbt mein jo gujari hai wo main janu ya dil jane

jamana lakh samjhaye to samjhane se kya hasil

tu hi tu hai tu hi tu hi tu hi tu hi

tu hi tu hai nigaho mein na apne hai na begane

tu hi tu hai tu hi tu hi tu hi tu hi

tu hi tu hai nigaho mein na apne hai na begane

tu hi tu hai nigaho mein na apne hai na begane

teri mehfil mein aaye hai teri ulfat ke deewane

ye aalam hai ke ham tanhaiyo mein aahe bharte hai 

ye halat ho gayi hai ab to na jte hai na marte hai

kisi ne ye nahi puvhha kisi ne ye nahi dekha 

ke rate kis tarh katati hai din kaise gujata hai 

khudara pas aa jaao khudara pas aa jaao 

khudara pas aa jaao khudara pas aa jaao 

khudara pas aa jaao khudara pas aa jaao 

hamare dil ko bahalane khudar pas aa jaao

hamare dil ko bahalane khudar pas aa jaao

teri mehfil mein aaye hai teri ulfat ke deewane

mohabbt ki ye majburi are tauba are tauba

sitam sahte hai lekin juba se kuchh nahi kahte

kuch nahi kahte dile nadan dile nadan

kya hoga khabar iski khuda jane

kya hoga khabar iski khuda jane

teri mehfil mein aaye hai teri ulfat ke deewane

Explore this song