Roman script

teri mast nigaho ne 

banaya hai hame diwana

teri mast nigaho ne 

banaya hai hame diwana

na jane na jane 

tujhme kya kya dekha

jo laye dil ka najrana

o teri mast nigaho ne 

tumhi bolo mohabbat ke 

siva kuch or aata hai

jaha dekhi hasin surat

vahi dil baith jata hai

rahe honge hum bhavre 

lekin bana lo ab to parvana

teri mast nigaho ne 

banaya hai hame diwana

teri mast nigaho ne 

husn kya hai na dekho agar

dikhane ko machlta hai

kisi ko dekh ke dekhe 

to phir tevar badalta hai

kisi ke naam se kyo kahte ho

oji tum apna afsana

teri mast nigaho ne 

banaya hai hame diwana

teri mast nigaho ne 

ye ek tarfa mohabbat kya 

kabhi pucha bhi hai hamse

kabhi uthte nahi badal ijajat leke mausam se

jamane se ye chala aata hai

pyar me jina mar jana

o teri mast nigaho ne 

banaya hai hame diwana

na jane na jane 

tujhme kya kya dekha

jo laye dil ka najrana

teri mast nigaho ne

Explore this song