Roman script
teri kasam o dilruba dil deke, lele dil mera jine ki sikh le ada o duniya hai kya ye bhul ja teri kasam o dilruba apne bado ne ye kaha jisne kisi ko dil diya wo marne se pahle mar gaya teri kasam o dilruba apne bado ne ye kaha duniya hai pyar se hasin ho tujhko ye hosh hi nahi sab kuch tu jan jayega aankho se aankhe to mila teri kasam o dilruba dil deke, lele dil mera teri ye baat jo sune o tare wo raat bhar gine aisa ye rog hai bura ho ho jiski nahi koi dawa teri kasam o dilruba apne bado ne ye kaha
Song details
- Singer: Mohammed Rafi
- Singer: Asha Bhosle
- Film / album: Shola Jo Bhadke (1961)
- Composer: Nisar
Song video
singer: Mohammed Rafi, Asha Bhosle