Roman script

teri kafir nigah kar gayi dil ko tabah 
teri kafir nigah kar gayi dil ko tabah 
jab dil ko huyi dil se milne ki chah o teri kafir nigah
teri nazar me bhi mera fasana hai 
kar le pyar piya yahi to zamana hai
darne se ab kya hasil  mil jane de dil se dil
darne se ab kya hasil 
mil jane de dil se dil pyar nahi hai gunah
teri kafir nigah kar gayi dil ko tabah 
jab dil ko huyi dil se milne ki chah o teri kafir nigah
ankhiyo se baskar dil me samaye ho
pehli bar meri duniya pe chhaye ho
tan me man me dole re  man ki dhadkan bole re
tan me man me dole re 
man ki dhadkan bole re teri pehli nigah
teri kafir nigah kar gayi dil ko tabah 
jab dil ko huyi dil se milne ki chah o teri kafir nigah
chahe to sahib gamo ki rat ho
chahe kabhi nahi teri meri bat ho
par mere ban jaoge ek din balma aaoge
par mere ban jaoge ek din balma aaoge
dil se dil ko hai rah
teri kafir nigah kar gayi dil ko tabah 
jab dil ko huyi dil se milne ki chah o teri kafir nigah

Song details

Song video

Watch on YouTube