Roman script

teri in adaon ne

is dil ko ghayal kr diya

jiyen ham kis tarah jaanam

jiyen ham kis tarah jaanam

jina hi mushkil kr diya

teri in adaon ne

is dil ko ghayal kr diya

jiyen ham kis tarah jaanam

jina hi mushkil kr diya

teri in adaon ne

julfon mein tera chehra hai jaanam

chand badli mein jaise 

tu muskuraye to  maine jana

phool khilte hai kaise

ooo jane jaa 

shrmaa naa aese 

mujhse najar

chura naa aese

teri in adaon ne

haan teri in adaon ne

is dil ko ghayal kr diya

jiyen ham kis tarah jaanam

jiyen ham kis tarah jaanam

jina hi mushkil kr diya

teri in adaon ne

tere badan ki

mastani khushboo

pyaar dil mein jagayen

har khwaab mera

ho jaaye saccha

tu jo baahon mein aayen

dil ki lagi

dikhaun tujhko

aa pyaar main

sikhaun tujhko

teri in adaon ne

haan teri in adaon ne

is dil ko ghayal kr diya

jiyen ham kis tarah jaanam

jiyen ham kis tarah jaanam

jina hi mushkil kr diya

teri in adaon ne

is dil ko ghayal kr diya

jiyen ham kis tarah jaanam

jina hi mushkil kr diya

teri in adaon ne

Explore this song