Roman script

teri in aankhon ne kiya bimaar haay

teri in aankhon ne kiya bimaar haay

tere in jalwon ne diya aazaar haay

tere in jalwon ne diya aazaar haay

teri in aankhon ne kiya bimaar haay

teri in aankhon ne kiya bimaar haay

main hu aur raah teri, dil mein ho chaah teri

main hu aur raah teri, dil mein ho chaah teri

yu hi madhosh rahu, yu hi sarashaar haay

yu hi madhosh rahu, yu hi sarashaar haay

teri in aankhon ne kiya bimaar haay

teri in aankhon ne kiya bimaar haay

tera deewana rahu, sabse begaana rahu

tera deewana rahu, sabse begaana rahu

ho teri chaahat mein, lab pe har baar haay

ho teri chaahat mein, lab pe har baar haay

teri in aankhon ne kiya bimaar haay

teri in aankhon ne kiya bimaar haay

tere in jalwon ne diya aazaar haay

tere in jalwon ne diya aazaar haay

teri in aankhon ne

teri in aankhon ne kiya bimaar haay

teri in aankhon ne kiya bimaar haay

Explore this song