Roman script

teri hasti hai kya jo mitaega 

teri hasti hai kya jo mitaega 

sar garibo ka tu kya jhukaega

kya jhukaega

teri hasti hai kya jo mitaega 

sar garibo ka tu kya jhukaega

kya jhukaega

sans jab tak hai hum to nachege

aas jab tak hai hum to nachege

jisne paida kiya vo bachaega

jisne paida kiya vo bachaega

sar garibo ka tu kya jhukaega

kya jhukaega teri hasti hai kya

teri hasti hai kya

tere sar pe chadha jhuthi takat ka nasha

tukjhko malum nahi haal kya hoga tera

hai tera naam bura hai tera kaam bura

yaad rakh hoga yahi tera anzam bura

khali jata nahi war aaho ka

tujhko badla milega gunaho ka

nav kagaz ki kab tak chalaega

nav kagaz ki kab tak chalaega

sar garibo ka tu kya jhukaega

kya jhukaega teri hasti hai kya

khun bahta hai jaha aag lagti hai waha

aaj julmo ka tere faisla hoga yaha

bachke jayega na tu chain payega na tu

rang lata hai sada ye gunaho ka lahu

aasma wala insaf karta hai

aasma wala insaf karta hai

jisne jaisa kiya waisa phal chahe

ghar ka deepak hi ghar ko jalayega

ghar ka deepak hi ghar ko jalayega

sar garibo ka tu kya jhukayega kya jhukayega 

teri hasti hai kya jo mitayega 

teri hasti hai kya jo mitayega 

sar garibo ka tu kya jhukayega kya jhukayega 

sar garibo ka tu kya jhukayega kya jhukayega

Explore this song