Roman script

teri duniya hai kya 
teri duniya hai kya ek bujhta diya 
bhuli bhatki si raah ek bebas ki aah 
teri duniya hai kya 
phir bhi jeete hai hum aansu peete hai hum 
phir bhi jeete hai hum aansu peete hai hum
teri duniya hai kya 
ek pal ki khsuhi chhaye jivan mein bhi 
k pal ki khsuhi chhaye jivan mein bhi 
aayi dukh ki ghadi to khabar bhi na li 
to khabar bhi na li 
ye sada ke hai gham 
ye sada ke hai gham 
phir bhi peete hai hum 
phir bhi peete hai hum 
aansu peete hai hum 
phir bhi peete hai hum 
aansu peete hai hum 
teri duniya hai kya 
thokare dar badar gul jahan bekhabar
thokare dar badar gul jahan bekhabar 
thokare dar badar gul jahan bekhabar 
laakh koshish to kar hoga kab tak sabar 
hoga kab tak sabar 
nit naye hai sitam nit naye hai sitam 
phir bhi peete hai hum 
phir bhi peete hai hum 
aansu peete hai hum 
phir bhi peete hai hum 
aansu peete hai hum 
teri duniya hai kya 
teri duniya hai kya ek bujhta diya 
bhuli bhatki si raah ek bebas ki aah

Song details

Song video

Watch on YouTube