Roman script

tumhare hi dam kadam se to jike mar rahe 

or mar ke ji rahe hai bichad ke tumse to vo na murad 

na ji rahe hai na mar rahe hai

tere lab pe yuhi mera naam aaya 

mai samjha mohabbat ka paigam aaya 

teri duhai harjayi tere naam se mai badnam ho gayi 

teri duhai harjayi tere naam se mai badnam ho gayi 

chhoti si umar me chote se ilzam se mai badnaam ho gayi

teri duhai harjayi tere naam se mai badnam ho gayi

sab kuch hai ek bahana logo ne ye jana 

sab kuch hai ek bahana logo ne ye jana 

ya tumse milne mai ja rahi hu 

ya tumse milke mai aa rahi hu

ghar se jab mai nikali thi piya ke 

mai badnaam ho gayi badnaam ho gayi 

mai badnaam ho gayi

Explore this song