Roman script

khwabon ki nagri haqeeqat banane 

jo ae dil ek din ka ye qissa nahi

khud ke hone ki paheli suljhane 

jo ae dil ek din ka ye qissa nahi

qadmon mein jama jo thaka chain ki neendain aati wahan

qadmon mein jama jo thaka chain ki neendain aati wahan

itni suhani bana ho na purani teri dastan

ham to na kehte andhera kehta

jugnu mein rehta ek tara rehta

ham to na kehte andhera kehta

jugnu mein rehta ek tara rehta

aansu moti ghar chuna khamiyan khaa se samjho na

itni suhani bana ho na purani teri dastan

sun lo na ghaltiyon ka hai kehna

nadaniyon me tajurba betha

jazbaton ki baton me na aana

jazbati nazron ko dikhta dhundla

aansu moti gharchuna khamiyan kha se samjho na

itni suhani bana ho na purani teri dastan

chanda tak pakka sa rasta banana 

jo ae dil ek din ka ye qissa nahi

bandh baanhon ko hai khulna sikhana 

jo ae dil ek din ka ye qissa nahi

ho naa puraani teri dastan

Explore this song