Roman script

teri dafli meri payal ho teri dafli meri payal 
bajte hai ik saath ho rab jane hai kya baat 
ho rab jane hai kya baat 
ho meri dafli teri payal ho meri dafli teri payal 
bajte hai ik saath ho rab jane hai kya baat 
ho rab jane hai kya baat 
teri dafli ki dam dam se teri dafli ki dam dam se 
teri payal ki chum chum se teri payal ki chum chum se 
sangeeton ki in geeton ki sangeeton ki in geeton ki 
hoti hai barsat ho rab jane hai kya baat 
ho rab jane hai kya baat 
jab tak mera saath na de tu 
jab tak mera saath na de tu 
in haatho pe haath na de tu 
khali khali suni suni khali khali suni suni
lagti hai har baat ho rab jane hai kya baat 
ho rab jane hai kya baat 
teri dafli meri payal ho meri dafli teri payal 
bajte hai ik saath ho rab jane hai kya baat 
ho rab jane hai kya baat

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Sadhana Sargam, Kumar Sanu

actor: Sunny Deol, Neelam Kothari