Roman script
teri chanchal chanchal aankho mein maine prem ka sagar pa hi liya teri chanchal chanchal aankho mein maine prem ka sagar pa hi liya tere hontho se amrut chhalke teri baato ne man moh liya moh liya teri chanchal chanchal aankho mein maine prem ka sagar pa hi liya tere hontho se amrut chhalke teri baato ne man moh liya moh liya teri chanchal chanchal aankho mein maine prem ka sagar pa hi liya tere naam se mera naam juda badnaam hui mashhur hui tere naam se mera naam juda badnaam hui mashhur hui tere rup ka suraj chamka to dukh ki har ragni dur hui teri chhaya ne teri kaaya ne mere sapno ko saakar kiya aakar diya teri chanchal chanchal aankho mein maine prem ka sagar pa hi liya tere hontho se amrut chhalke teri baato ne man moh liya moh liya teri chanchal chanchal aankho mein maine prem ka sagar pa hi liya tere chehre ke sundarta se jivan mera badh jaata hai tere chehre ke sundarta se jivan mera badh jaata hai lagta hai jag mein koi nahi jab saamne tu mere aata hai main hu jaisa tune vaisa sweekar kiya upkaar kiya, upkaar kiya teri chanchal chanchal aankho mein maine prem ka sagar pa hi liya tere hontho se amrut chhalke teri baato ne man moh liya moh liya teri chanchal chanchal aankho mein maine prem ka sagar pa hi liya pa hi liya
Song details
- Singer: Anuradha Paudwal
- Singer: Yesudas
- Film / album: Meera Ka Mohan (1992)
- Composer: Arun Paudwal
- Lyricist: Indeevar
- Actor: Avinash Wadhavan
- Actor: Ashwini Bhave
- Actor: Deepak Saraf
- Actor: Alok Nath
- Actor: Pran
- Actor: Rakesh Bedi
- Actor: A K Hangal
- Actor: Ashok Saraf
singer: Anuradha Paudwal, Yesudas