Roman script
teri chahat me sanam humne bada kam kiya khud to badnam huye, humko badnam kiya khud to badnam huye, humko badnam kiya khud to badnam aaj nazare to mila aankh hai paimana tera jhum ke pi le sanam, pyar hai maykhana tera apni aankho se sada mujhko pilana sathi ek pyase ko kahi bhul na jana sathi khud to badnam huye, humko badnam kiya khud to badnam huye, humko badnam kiya khud to badnam raze dil kya hai bataun to batana mushkil aur aaho ko chhpau to chhupana mushkil haye, haye ye naz ye andaz na dekha humne aaj to tum mujhe jannat ki pari lagati ho khud to badnam huye, humko badnam kiya khud to badnam huye, humko badnam kiya khud to badnam pyar ki aisi dorahon pe hai jivan mera ek taraf jaan meri, ek taraf dil hai mera aaj to dil tere kadamo pe jhuka jata hai tere jalwo se ye madhosh huya jata hai khud to badnam huye, humko badnam kiya khud to badnam huye, humko badnam kiya khud to badnam huye, humko badnam kiya khud to badnam huye, humko badnam kiya khud to badnam
Song details
- Singer: Mohammed Rafi
- Singer: Asha Bhosle
- Film / album: Chanda aur Bijli (1969)
- Composer: Shankar Jaikishan
- Lyricist: Hasrat Jaipuri
- Actor: Sanjeev Kumar
- Actor: Padmini
- Actor: Jeevan
- Actor: Jr Mehmood
- Actor: Akashdeep
- Actor: Sachin Pilgaonkar
- Actor: Ulhas
Song video
singer: Mohammed Rafi, Asha Bhosle