Roman script

teri baaho me jina hai, teri baaho me marna hai

teri baaho me marna hai, teri baaho me jina hai

patjhad ka na sawan ka 

ye pyar ka mahina hai, ye pyar ka mahina hai

gore badan se, lipta aachal, aankho me sharmaye kajal

ho gore badan se, lipta aachal, aankho me sharmaye kajal

hotho ko shabnam chume, gaalo pe pasina hai

o teri baaho me jina hai, teri baaho me marna hai

teri baaho me marna hai, teri baaho me jina hai

patjhad ka na sawan ka 

ye pyar ka mahina hai, ye pyar ka mahina hai

dilbar mere, tere jaisa dekha na, deewana aisa

chehra hai, bhola bhala tu dil ka, nagina hai

o teri baaho me jina hai, teri baaho me marna hai

teri baaho me marna hai, teri baaho me jina hai

patjhad ka na sawan ka 

ye pyar ka mahina hai, ye pyar ka mahina hai

dil kehta hai, o diljani, tujhpe luta du, ye jindgani

naam tere likh di, hai jawani

naam tere likh di, hai jawani, tere liye du, har kurbani

bin tere sathi mere, jindagi, jindagi na hai

teri baaho me jina hai, teri baaho me marna hai

teri baaho me marna hai, teri baaho me jina hai

patjhad ka na sawan ka 

ye pyar ka mahina hai, ye pyar ka mahina hai

Explore this song