Roman script
Kabhi ho saka na main Tere ishq se riha Tere baad har ghadi Tere saath main raha Tere naam se meri arziyaan Teri marziyaan, meri marziyaan Tu nahi jahan Haan wahan bhi tu saath hai (x2) O.. mujhe harf harf tu yaad hai Kabhi kabhi aise mera Picha kare teri yaad Tere bina bhi main chalun Milon milon tere saath Teri kayfiyat mein kjate Mere din ye meri raat Kabhi ho saka na main Tere ishq se riha Tere baad har ghadi Tere saath main raha Tere naam se meri arziyaan Teri marziyaan, meri marziyaan Tu nahi jahan Haan wahan bhi tu saath hai (x2) O… mujhe harf harf tu yaad hai Chaha ye hazaron dafa Socha ye harazon baar Aankh bhar ke dekhun Jee bhar ke kar loon pyaar Kuch nahi tere siva Tu hi aar, hu hi paar Kabhi ho saka na main Tere ishq se riha Tere baad har ghadi Tere saath main rahaa Tere naam se meri arziyan Teri marziyan, meri marziyan Tu nahi jahan Haan wahan bhi tu saath hai (x2) O.. mujhe harf harf tu yaad hai
Song details
- Singer: Himesh Reshammiya
- Film / album: Aap Se Mausiiquii
- Composer: Himesh Reshammiya
- Lyricist: Manoj Muntashir
language: Hindi