Roman script

teri aai hai baarat saiyan le jayenge sath 
teri aai hai baarat saiyan le jayenge sath 
main diwani diwani in bato se begani 
tera mera nahi koi sath 
saheli ab chhod chhod chhod mera hanth
saheli ab chhod chhod chhod mera hanth
teri aai hai baarat saiyan le jayenge sath 
saheli ab chhod chhod chhod mera hanth
naino se jab nain milenge
naino se jab nain milenge
man hi man mein phool khilenge
khul jayega julfo se gajara 
khul jayega julfo se gajara 
na jane hoy hoy
na jane kya kya hogi baat 
saheli ab chhod chhod chhod mera hanth
saheli ab chhod chhod chhod mera hanth
teri aai hai baarat saiyan le jayenge sath 
jab aayenge paas sawariya 
jab aayenge paas sawariya 
thal jayegi lal chunariya
khul jayenge najo se runjhun
gir jayega hantho se kangan
ye hogi anokhi raat 
saheli ab chhod chhod chhod mera hanth
saheli ab chhod chhod chhod mera hanth
teri aai hai baarat saiyan le jayenge sath 
saheli tu chali sasural saheli tu chali sasural 
saheli tu chali sasural saheli tu chali sasural 
aage ke halat na punchho 
aage ke halat na punchho 
mahafil mein har baat na punchho
kuchh bechaini ho jayegi 
kuchh bechaini ho jayegi 
ye hoga ye hoga jivan bhar ka sath

Song details