Roman script

main botal 

main botal nahi sharaab ki jise khol kar tu pi jaayega 

main pankhadi nahi gulaab ki jise tod ke tu le jaayega

na khel na koi khilauna hun 

na sej na koi bichhauna hun 

na khel na koi khilauna hun 

na sej na koi bichhauna hun 

main mitti nahi hun sona hun 

baazaar mein tu bik jaayega 

par mujhe kharid na paayega 

main botal nahi sharaab ki jise khol kar tu pi jaayega 

main pankhadi nahi gulaab ki jise tod ke tu le jaayega

main botal nahi sharaab ki jise khol kar tu pi jaayega

main daulat nahi mohabbat hun 

main saare gaanv ki izzat hun 

apne sajan ki amaanat hun 

main daulat nahi mohabbat hun 

main saare gaanv ki izzat hun 

apne sajan ki amaanat hun 

tu mujhko haath lagaayega to patthar ka ban jaayega 

main botal nahi sharaab ki jise khol kar tu pi jaayega 

main pankhadi nahi gulaab ki jise tod ke tu le jaayega

main botal nahi sharaab ki jise khol kar tu pi jaayega 

main botal nahi sharaab ki jise khol kar tu pi jaayega

Explore this song