Roman script

teri aankhon mein kya hai

meri aankhon mein hai sapna

tere sapne mein aaye kaun

mere sapne mein hai apna

apna hai jo kya main hun woh

na ji na tum woh nahi

socho kabhi thoda mere baare

teri tarah piche kayi bechaare

auro sa main bilkul nahi yaara

jaanu tumhein saare ka main saara

aisa bhala karti ho kyon

maine tera hi to hona hai

khali abhi dil ka mere

dekho koi bhi na kona hai

palkon pe hi rakh lo kahin

na ji na tum woh nahi

lailo kasam chahe meri jaan ki

rehna mere maine agar haan ki

tere siwa main na kahin jaaun

bolo to kya dil mein tere aaun

dil ye mera ghar hai tera

jaise chaho waise aa jao

aao zara aake mujhe

apni baahon mein tum le jao

pehle kaho main hi hun woh

haan ji haan tum ho wahi.

Explore this song