Roman script
phool hi phool khil uthe apke aane se do jawan dil mil baithe apke aane se phool hi phool khil uthe apke aane se teri aankho ne aisa kamal kiya hai teri aankho ne aisa kamal kiya hai mujhse mil mil ke mujhse mil mil ke mera bura hal kiya hai teri aankho ne aisa kamal kiya hai teri aankho ne aisa kamal kiya hai mujhse mil mil ke mujhse mil mil ke mera bura hal kiya hai phool hi phool khil uthe apke aane se do jawan dil mil baithe apke aane se phool hi phool khil uthe apke aane se tumse milne se pahle ye halat na thi rat bhar jagne ki ye aadat na thi mere chehre ki rangat kaha kho gayi log kahte hai ke mai bawri ho gayi log kahte hai ke mai bawri ho gayi pyar ne mera jina muhal kiya hai teri aankho ne aisa kamal kiya hai mujhse mil mil ke mujhse mil mil ke mera bura hal kiya hai teri chahat ka aisa hua hai asar mai jidhar dekhu bas tuhi aaye najar dhadkane de rahi hai tujhe dekho sada kho na jana kahi mujhse aye dilruba kho na jana kahi mujhse aye dilruba mere dil ne ye tumse sawal kiya hai teri aankho ne aisa kamal kiya hai mujhse mil mil ke mujhse mil mil ke mera bura hal kiya hai teri aankho ne aisa kamal kiya hai teri aankho ne aisa kamal kiya hai mujhse mil mil ke mujhse mil mil ke mera bura hal kiya hai
Song details
- Singer: Kumar Sanu
- Singer: Alka Yagnik
- Film / album: Takkar (1995)
- Composer: Anu Malik
- Lyricist: Nawab Arzoo
- Actor: Suniel Shetty
- Actor: Sonali Bendre
- Actor: Naseruddin Shah
- Actor: Shafi Inamdaar
- Actor: Rakesh Bedi
- Actor: Archana Puran Singh
- Actor: Ajit Vachchani
- Actor: Tiku Talsania
- Actor: Mohan Joshi
- Actor: Kunika
- Actor: Ishrat Ali
Song video
singer: Kumar Sanu, Alka Yagnik