Roman script

teri aankho me dhundh li maine

pyar ki duniya pyar ki manzil

teri baho me jab aa gaye hum 

tham gaye toofan mil gaya sahil

teri aankho me dhundh li maine

pyar ki duniya pyar ki manzil

beete lamhe bheeta mausam 

jagti aankhe khawab ka alam

hai yahi lamhe umar ka hasil

pyar ki duniya pyar ki manzil

teri baho me jab aa gaye hum 

tham gaye toofan mil gaya sahil

yu to pahle bhi dil dhadkata tha

aisa shola tha kab bhadakta tha

aaj dhadkan bhi pyar me samil

tham gaye toofan mil gaya sahil

teri aankho me dhundh li maine

pyar ki duniya pyar ki manzil

Explore this song