Roman script
choti choti baate yunhi aate jaate yaade sehlake jati hai raato ko sirhane baasi muskaane mujhko sulaake jati hai milna nahi hai mumkin itna batao lekin hum phir mile kyu hai tujhko bhula na paau, tujhko bhula na paau yeh silsile kyu hai sab kuch wahi hai par kuch kami hai teri aahate nahi hai sab kuch wahi hai par kuch kami hai teri aahate nahi hai, nahi hai maine nahi jaana, tune nahi jaana jaane anjaane jo hua kuch toh hua, jo mujhko hua na tujhko magar kyu hua galti nahi hai teri, galti nahi hai meri phir bhi gile kyu hai tujhko bhula na paau, tujhko bhula na paau ye silsile kyu hai sab kuch wahi hai, wahi hai par kuch kami hai, kami hai teri aahate nahi hai sab kuch wahi hai, par kuch kami hai teri aahate nahi hai, nahi hai, nahi hai teri aahate nahi hai, aahate nahi hai teri aahate nahi hai teri aahate nahi hai, aahate nahi hai teri aahate nahi hai kyu kyu nahi hai
Song details
- Singer: Shilpa Rao
- Singer: Karthik
- Film / album: Ek Main Aur Ekk Tu (2012)
- Composer: Amit Trivedi
- Lyricist: Amitabh Bhattacharya
- Actor: Imran Khan
- Actor: Kareena Kapoor
- Actor: Sonia Mehra
- Actor: Ram Kapoor
- Actor: Boman Irani
- Actor: Ratna Pathak
- Actor: Avantika Malik
- Actor: Ayesha Devitre
- Actor: Akshat Verma
- Actor: Nikhil Kapoor
- Actor: Rajesh Khattar
- Actor: Bosco Martis
- Actor: Zenobia Shroff
- Actor: Mukul Chaddha
- Actor: Manasi Scott
- Actor: Dena Lewis
singer: Shilpa Rao, Karthik
actor: Kareena Kapoor, Imran Khan