Roman script

choti choti bate yuhi aate jate, yade sahlake jati hai

rato ko sirhane basi muskane, mujhko sula ke jati hai

jinda nahi hai hum itna batao lekin, hum fir mile kyu hai

tujhko bhula na pau 

tujhko bhula na pau, ye silsile kyu hai

sab kuch wahi hai par kuch kami hai, teri aahate nahi hai

sab kuch wahi hai par kuch kami hai, teri aahate nahi hai

maine nahi jana tune nahi jana, jane anajane jo hua

kuch to hua jo mujhko hua na, tujhko magar kyu hua

galti nahi hai teri 

galti nahi hai meri, dil bhi gile kyu hai

tujhko bula na pau 

tujhko bhula na pau, ye silsile kyu hai

sab kuch wahi hai par kuch kami hai, teri aahate nahi hai

sab kuch wahi hai par kuch kami hai, teri aahate nahi hai

sab kuch wahi hai

Explore this song