Roman script

teri in adaon ne

teri in adaon ne is dil ko ghayal kar diya

jeeye ham kis tarah janam 

jeeye ham kis tarah janam

jeena hi mushkil kar diya

teri in adaon ne is dil ko ghayal kar diya

jeeye ham kis tarah janam 

jeena hi mushkil kar diya 

teri in adaon ne

julfo me tera chehra hai janam 

chand badli me jaise

tu muskuraye to maine jana 

phul khilte hain kaise

o janeja sharma na aise 

mujhse najar chura na aise

teri in adaon ne haye

teri in adaon ne is dil ko ghayal kar diya

jeeye ham kis tarah janam 

jeeye ham kis tarah janam

jeena hi mushkil kar diya

teri in adaon ne 

tere badan ki mastani khushbu

pyar dil me jagaye

har khwab mera ho jaye saccha 

tu jo baaho me aaye

dil ki lagi dikhau tujhko 

aa pyar mai sikhau tujhko

teri in adaon ne haye

teri in adaon ne is dil ko ghayal kar diya

jeeye ham kis tarah janam 

jeeye ham kis tarah janam

jeena hi mushkil kar diya

teri in adaon ne is dil ko ghayal kar diya

jeeye ham kis tarah janam

jeena hi mushkil kar diya

teri in adaon ne

Explore this song