Roman script

tere shahar ka kya hai naam jannat hai, jannat hai

sab logo ka yaha kya hai kaam mohabbat hai, mohabbat hai

kar lu mai tujhko salaam ijaazat hai, ijaazat hai

jannat me pariya bhi hoti hai, hoti hai

khushiya hi khushiya bhi hoti hai, hoti hai

vo saari batiya bhi hoti hai, hoti hai

sach ho jaate hai sapne tamaam qismat hai, qismat hai

sab logo ka yaha kya hai kaam mohabbat hai, mohabbat hai

kar lu mai tujhko salaam ijaazat hai, ijaazat hai

tere shahar ka kya hai naam jannat hai, jannat hai

mai bhi yaha pe rah jaau, rah jaao

kehna hai jo vo kah jaau, kah jaao

masti ki mauj me bah jaau, bah jaao

baanhe tumhaari lu mai thaam himmat hai, himmat hai

sab logo ka yaha kya hai kaam mohabbat hai, mohabbat hai

kar lu mai tujhko salaam ijaazat hai, ijaazat hai

tere shahar ka kya hai naam jannat hai, jannat hai

tera-mera kabhi hoga milan, shaayad kabhi

kya mai banunga tera sajan, shaayad kabhi

jaagegi tere mann me lagan, shaayad kabhi

likha hai har dil pe dilbar ka naam kahaavat hai, kahaavat hai

sab logo ka yaha kya hai kaam mohabbat hai, mohabbat hai

kar lu mai tujhko salaam ijaazat hai, ijaazat hai

tere shahar ka kya hai naam jannat hai, jannat hai

jannat hai, jannat hai, jannat hai, mohabbat hai

Explore this song