Roman script
Tere sang yaara Khushrang bahara Tu raat deewani Main zard sitaara zard sitara means: bright yellow star O karam Khudaya hai Tujhe mujhse milaya hai Tujhpe marke hi toh Mujhe jeena aaya hai O tere sang yaara… Khushrang bahara Tu raat deewani Main zard sitaara O tere sang yaara Khushrang bahara Main tera ho jaaun Jo tu karde ishara Kahin kisi bhi gali me jaaun main Teri khushboo se takraaun main Har raat jo aata hai mujhe Woh khwaab tu… Tera mera milna dastoor hai Tere hone se mujhme noor hai Main hoon soona sa ek aasmaan Mehtaab tu… O karam Khudaya hai Tujhe maine jo paaya hai Tujhpe marke hi toh Mujhe jeena aaya hai O tere sang yaara Khushrang bahara Tu raat deewani Main zard sitaara O tere sang yaara Khushrang bahara Tere bin ab toh Na jeena gawara Maine chhode hain baaki saare raste Bas aaya hoon tere paas re Meri aankhon mein tera naam hai Pehchaan le… Sab kuch mere liye tere baad hai Sau baaton ki ik baat hai Main na jaunga kabhi tujhe chhod ke Yeh jaan le O karam Khudaya hai Tera pyar jo paaya hai Tujhpe marke hi toh Mujhe jeena aaya hai O tere sang yaara Khushrang bahara Tu raat deewani Main zard sitaara O tere sang yaara Khushrang bahara Main behta musafir Tu thehra kinara
Song details
- Singer: Atif Aslam
- Film / album: Rustom
- Composer: Arko
- Lyricist: Manoj Muntashir
Song video
cast: Akshay Kumar, Ileana D’cruz, Arjan Bajwa, Esha Gupta
language: Hindi
music label: Zee Music Company