Roman script

nazro se karam tak imman se dharam tak

nazro se karam tak imman se dharam tak

hakiqat se lekar bharam tak

dua se asar tak ye sare safar tak

fariston ke roshan shehar tak

aansu se jashan tak janmo se janam tak

sehre ko saja ke kafan tak

tere sang hu aakhri kadam tak

tere sang hu aakhri kadam tak

tere sang hu aakhri kadam tak

ye raat kali dhal jayegi

ulfat ki hogi fir se subah

jis desh aanshu na dard pale

hai wada main tujhse milunga wahan

jakhmo se marham tak juda se milan tak

doli mein bitha ke dafan tak

tere sang hu aakhri kadam tak

tere sang hu aakhri kadam tak

tere sang hu aakhri kadam tak

tere sang hu aakhri kadam tak

Explore this song