Roman script
tere rup ne ye kam kiya mere pyar ko badnam kiya jo bat hui chupke chupke us bat ka charcha aam kiya tere pyar ne ye kam kiya mere rup ko badnam kiya jo rat kati chori chori us rat ka charcha aam kiya tere pyar ne ye kam kiya ye hal kiya tune mera kabhi ched diya kabhi tok diya ye hal kiya tune mera kabhi ched diya kabhi tok diya kabhi aachal mera tham liya kabhi rasta mera rok diya din rat kiya bechain mujhe haye tang sawere sham kiya jo rat kati chori chori us rat ka charcha aam kiya tere pyar ne ye kam kiya teri in resmi julfo ka mai kyu diwana ho baitha teri in resmi julfo ka mai kyu diwana ho baitha pahle mai chain se sota tha ab nind bhi apni kho baitha kyu fer na li maine aankhe jab tune mujhe salam kiya jo bat hui chupke chupke us bat ka charcha aam kiya tere rup ne ye kam kiya
Song details
- Singer: Mohammed Rafi
- Singer: Asha Bhosle
- Film / album: Maa Aur Mamta (1970)
- Composer: Laxmikant Pyarelal
- Lyricist: Anand Bakshi
- Actor: Jeetendra
- Actor: Mumtaz
- Actor: Rehman
- Actor: Jayant
- Actor: Keshto Mukherjee
- Actor: Ashok Kumar
- Actor: Nutan
- Actor: Nirupa Roy
- Actor: Sujit Kumar
- Actor: Roopesh Kumar
- Actor: Leela Mishra
- Actor: Indu Shivraj
- Actor: Birbal
- Actor: Shabnam
- Actor: Karan Dewan
- Actor: Paro
- Actor: Dilip Dutt
- Actor: Madhu Apte
Song video
singer: Mohammed Rafi, Asha Bhosle