Roman script

tere pyar me teri yad me mai apna nam 
bhuli ye subah sham bhuli
sara jahan bhuli mai bekarar tere pyar me teri yad me
tera bhi hal aisa mera bhi hal aisa 
jane ye saal kaisa hay hay hay
mai apna nam bhula ye subah sham 
bhula sara jahan bhula mai bekarar
mai apna nam bhuli ye subah sham 
bhuli sara jahan bhuli mai bekarar
jane or kya kya ab hone wala hai tere pyar me
nind meri chain mera khone wala hai tere pyar me
ham dono dekho kaise pagal hai ham dono
panchi hai badal hai premi hai ghayal hai
masti me ajkal hai hoye hoye hoye hoye
mai apna nam bhula ye subah sham 
bhula sara jahan bhula mai bekarar
mai apna nam bhuli ye subah sham 
bhuli sara jahan bhuli mai bekarar
anjana sa koi jadu chalt hai tere pyar me
bujhte hai diye to ye dil jalta hai tere pyar me
bin tere jalte hi barsato me bin tere
bas teri bato me jagte hai rato me 
leke dil hatho me hay hay hay hay  
mai apna nam bhula ye subah sham 
bhula sara jahan bhula mai bekarar
mai apna nam bhuli ye subah sham 
bhuli sara jahan bhuli mai bekarar
tera bhi hal aisa mera bhi hal aisa 
soni mahiwal jaisa hay hay hay
mai apna nam bhuli ye subah sham 
bhuli sara jahan bhuli mai bekarar
mai apna nam bhula ye subah sham 
bhula sara jahan bhula mai bekarar
mere mahiya tere payar me meri soniye tere pyar me

Song details

singer: Shankar Mahadevan, Hema Sardesai

actor: Sunny Deol, Sushmita Sen