Roman script

tere prem me kahi payi nahi maine vasna

tere prem me kahi payi nahi maine vasna

o devta karne laga man mera teri upasna

tere prem me kahi payi nahi maine vasna

ban jau mai chandan ki beli jiwan tera mahkau

o sajna o sajna ban jau mai chandan ki beli

jiwan tera mahkau phulo ki mala ban ke 

mai tere ang lagi muskau dekhu rat din kabhi 

naino ki bhujhti pyas na dekhu rat din kabhi 

naino ki bhujhti pyas na o devta karne laga man mera 

teri upasana tere prem me kahi payi nahi maine vasna

kar hi liya tera bharosa jud hi gayi tose asha

o sajna o sajna kar hi liya tera bharosa

jud hi gayi tose asha ha thik hi padh li thi tere

naino ne naino ki bhasha man tha de chuki 

ab kuch bhi raha na mare pas na tere prem me kahi 

payi nahi maine vasna

path me tere sang sang rahugi ban ke sada teri chhaya

o sajna o sajna path me tere sang sang rahugi

ban ke sada teri chhaya tune mere man ko badal ke 

apna hi mandir banaya kya se kya hui

mujhe aaye savyam vishvas na kya se kya hui

mujhe aaye na savyam vishvas na

o devta karne laga man mera teri upasana

tere prem me kahi payi nahi maine vasna

tere prem me kahi payi nahi maine vasna tere prem me

Explore this song