Roman script

tere pichhe pagl nahi hai mera dil 
baithe baithe kyun main chukau tere bil 
tere pichhe pagl nahi hai mera dil 
baithe baithe kyun main chukau tere bil 
chukau tere bil hotlo ke bil 
mujhko fasana hai bada mushkil 
had me hi rakhna tu apna ye dil 
mujhko fasana hai bada mushkil 
limit me hi rakhna tu apna ye dil 
kamina ye dil aawara ye dil 
mere samne baithi hasina khud ko samjh rahi katrina
samne baithi ek hasina achhe achhe se wo pati na 
dekh ke aaye usko pasina itni bhi hot nahi na
dhundh rahi mujh jaisa kamina jo milne wala kabhi na 
jo milne wala kabhi na jo milne wala kabhi na 
pichhe pichhe mere kyu ghum rahi kyu chakkar kat rahi
aage pichhe mer kyu ghum rahi kyu chakkar kat rahi
dil ko apne kyu bal rahi tu yu hi jawani dhal rahi
ek bat bata de chhori galatfahmi kyu pal rahi 
galatfahmi kyu pal rahi galatfahmi kyu pal rahi
mere itne bhi din bure nahi ki tere siwa koi mile nahi
mere itne bhi din bure nahi ki chhori dusri mile nahi
chhoro ke jaisa diwana nahi main 
ki tu aankh mare aur pat jau main 
chhoro ke jaisa diwana nahi main 
ki tu aankh mare aur pat jau main 
fisal jau main fans jau main
tere pichhe pagl nahi hai mera dil 
baithe baithe kyun main chukau tere bil 
tere pichhe pagl nahi hai mera dil 
baithe baithe kyun main chukau tere bil  
chukau tere bil hotlo ke bil
kamina ye dil aawara ye dil

Song details

Song video

Watch on YouTube