Roman script

khidki se mujhe taake, saare gali ke baake 

khidki se mujhe taake, saare gali ke baake 

khidki se mujhe taake, saare gali ke baake 

sabko lallu banake dil phenkaa tujh par

hum lut gaye ainvayi aake tere mohalle

hum lut gaye ainvayi aake tere mohalle

hum lut gaye ainvayi aake tere mohalle

hum lut gaye ainvayi aake tere mohalle

kyun lambi lambi haake, koi na tujhe taake

kyun lambi lambi haake, koi na tujhe taake

kyun lambi lambi haake, koi na tujhe taake

kisko lallu banake kehti rehti hai phir

ke lut gaye ainvayi aake tere mohalle

hum lut gaye ainvayi aake tere mohalle

hum lut gaye baby aake tere mohalle

hum lut gaye zaalim aake tere mohalle

hum sikandar hai apni marzi ke

chutki lage hume ye dil phasaane me

mere jalwe me beta wo dum hai

nikle saari umar mujhe pataane me

kara lo ji kara lo, dil ki fd kara lo

angutha bhi lagwa lo, dil phenka tujh par

hum lut gaye ainvayi aake ke tere mohalle

hum lut gaye ainvayi aake ke tere mohalle

hum lut gaye, hum lut gaye

hum lut gaye, lut gaye, lut gaye 

hum lut gaye, hum lut gaye

hum lut gaye, lut gaye, lut gaye 

hum lut gaye jaana aake tere mohalle

hum lut gaye beauty aake tere mohalle

badi munhfat hai ye jawaani bhi

darti nahi hai ye to bhid jaane se

ho chal kat le tu, kitna phenke hai

zara bhi dum nahi hai tere draame me

badha lo ji badha lo, relationwa badha lo

naino ke pench lada lo, aa jaao na chhat par

hum lut gaye baby aake tere mohalle

hum lut gaye zaalim aake tere mohalle

khidki se mujhe taake, saare gali ke baanke

kyun lambi lambi haake, koi na tujhe taake

kisko lallu bana ke kehti rehti hai phir

hum lut gaye ainvayi aake tere mohalle

hum lut gaye ainvayi aake tere mohalle

hum lut gaye baby aake tere mohalle

hum lut gaye zaalim aa ke tere mohalle

deewane hai dilo ko hum to jodenge

na ghar ka tumhe ghaat ka naa chhod enge

kyun baaz na aati hai kheencha taani se

haay hum popular hai apni manmaani se

hum lut gaye, lut gaye jaana hum lut gaye

hum lut gaye, lut gaye ainvayi hum lut gaye

hum lut gaye, lut gaye baby hum lut gaye

hum lut gaye, lut gaye zaalim lut gaye

Explore this song