Roman script

tere mere pyar ki kahaniya hain, tu nahi

tu nahi

pass mere teri sab nishaniya hain, tu nahi

woh mohabbat wahi jawaniya hain, tu nahi

tu nahi 

tere mere pyar ki kahaniya hain, tu nahi

tu nahi

dard ki purvaayiya, gam ki yeh parchhayiya

pyar ki yeh rusvayiya, yaar ki yeh rusvayiya

ek jaan kitni pareshaniya hain, tu nahi

tu nahi

tere mere pyar ki kahaniya hain, tu nahi

tu nahi

meherban hai rab bada, yeh agar mangu dua

rab se mangu aur kya

rab se mangu aur kya

uske pass sare meherbaniya hain, tu nahi

tu nahi

tere mere pyar ki kahaniya hain, tu nahi

tu nahi

bediya hain panv me, gam ke in sehraao me

dard ke dariyaao me

dard ke dariyaao me

aansuo ki raat din rawaniya hain, tu nahi

tu nahi

tere mere pyar ki kahaniya hain, tu nahi

tu nahi

pass mere teri sab nishaniya hain, tu nahi

tu nahi

tere mere pyar ki kahaniya hain, tu nahi

tu nahi

Explore this song