Roman script

tere mere pyar ka dusman jamana ho gaya

jine ka sahara tha jo marne ka bahana ho gaya

haye marne ka bahana ho gaya

tere mere pyar ka dusman jamana ho gaya

jine ka sahara tha jo marne ka bahana ho gaya

haye marne ka bahana ho gaya

pathar dil ye duniya hai kon sune friyad yaha

daulat vale jeet gaye dil vale barbad yaha

dil vale barbad yaha hatho ki lakiro ka

o hatho ki lakiro ka jhutha fasana ho gaya

jine ka sahara tha jo marne ka bahana ho gaya

haye marne ka bahana ho gaya

aankho me to aansu hai dard ki gar me palta hai

ye bhi apni kismat hai sawan me ghar jalta hai

sawan me ghar jalta hai dil tera mera haye

o dil tera mera haye gamo ka nisana ho gaya

jine ka sahara tha jo marne ka bahana ho gaya 

haye marne ka bahana ho gaya

Explore this song