Roman script

tere liye o bewafa 

dil bhi gaya, duniya bhi gayi 

hamko mili aisi saja 

dil bhi gaya, duniya bhi gayi

mit gaye tere pyaar me ham 

lut gaye is bazar me ham 

mit gaye tere pyaar me ham 

lut gaye is bazar me ham 

gam ke siva kuchh na raha 

dil bhi gaya, duniya bhi gayi 

tere liye o bewafa 

dil bhi gaya, duniya bhi gayi

tod ke dil armaan gaye 

lut ke ghar mehmaan gaye 

ae tod ke dil armaan gaye 

lut ke ghar mehmaan gaye 

jiske liye mangi duaa 

dil bhi gaya, duniya bhi gayi 

chhod gaye takdeer kaha 

koi nahi hamdard jaha 

chhod gaye takdeer kaha 

koi nahi hamdard jaha 

ae bekasi aansu baha 

dil bhi gaya, duniya bhi gayi 

tere liye o bewafa 

dil bhi gaya, duniya bhi gayi

Explore this song