Roman script

tere liye laya hu main laal laal chudiya

tere liye laya hu main laal laal chudiya

sajengi kalaayiyo pe pyaar ki ye chudiya

sajengi kalaayiyo pe pyaar ki ye chudiya

mujhko pasand hain ye laal laal chudiya

mujhko pasand hain ye laal laal chudiya

pehanungi pyaar se main yaar ki chudiya

pehanungi pyaar se main yaar ki chudiya

tere liye laya hu main laal laal chudiya

ghar tu jaayegi mujhse milne ke baad re

ye jab chhankengi aayegi meri yaad re

ghar tu jaayegi mujhse milne ke baad re

ye jab chhankengi aayegi meri yaad re

apne pyaar ke ikraar ki ye chudiya

apne pyaar ke ikraar ki ye chudiya

mujhko pasand hain ye laal laal chudiya

tere liye laya hu main laal laal chudiya

laaya tu jaise ye tohfa apne saath re

mere ghar yuhi ek din laana baraat re

laaya tu jaise ye tohfa apne saath re

mere ghar yuhi ek din laana baraat re

mere liye to aitabaar ki ye chudiya

mere liye to aitabaar ki ye chudiya

tere liye laya hu main laal laal chudiya

tere liye laya hu main laal laal chudiya

sajengi kalaayiyo pe pyaar ki ye chudiya

sajengi kalaayiyo pe pyaar ki ye chudiya

mujhko pasand hain ye laal laal chudiya

mujhko pasand hain ye laal laal chudiya

pehanungi pyaar se main yaar ki chudiya

pehanungi pyaar se main yaar ki chudiya

tere liye laya hu main laal laal chudiya

Explore this song