Roman script

tere jaisa mujhko bana de

mera na duja koyi

sant aur peer huye sab rab ke

sant aur peer huye sab rab ke

main to teri hoyi

tere jaisa mujhko bana de

mera na duja koyi

mujhe bas yaar yaar ik baar baar

rab tu hai to dila de

sab vaar vaar har baar baar

mere yaar yaar se mila de 

mere yaar yaar se mila de 

main jaha jaha gaya waha basar fizool tha

bas ek teri unhi nigaho ko hamesha dhundta

mere raat ki subah mere dard ki dava

na zameen na aasman ho hamare darmiya

mujhko wajud de ya koi nam de

chahe tu de de saza bhi

mera hak main tujhmein khoyi

mera hak main tujhmein khoyi

dard hua na zara bhi

tere jaisa mujhko bana de

mera na dooja koyi

mujhe bas yaar yaar ik baar baar

rab tu hai to dila de

sab vaar vaar har baar baar

mere yaar yaar se mila de 

mere yaar yaar se mila de

Explore this song