Roman script

tere ishq ne mujhko soniye paagal kar daala

tere husn se khushbu barse aankhein madhushaala

tere ishq ne mujhko soniye paagal kar daala

mere husn se khushbu barse aankhein madhushaala

husn ki malika roop ki raani main hoon tera matwaala

tere ishq ne mujhako soniye paagal kar daala

tere husn se khushbu barase aankhein madhushaala

dil naiyo manada hai ainu laakh manaawa

mastaani chaal pe teri mar mar jaawa

dil naiyo manada hai ainu laakh manaawa

mastaani chaal pe teri mar mar jaawa

masti mein dubi dubi ye meri aankhein

aa jaave maahi dil di pyaas bujhaava

dekhke tera roop salona jaagi badan mein jwaala

tere ishq ne mujhko soniye paagal kar daala

tere husn se khushbu barse aankhein madhushaala

soniye soniye

o meri jindadi tu maane na maane

main tujhko kitna chaahu allaah jaane

o meri jindadi tu maane na maane

main tujhko kitna chaahu allaah jaane

main teri chaahat mein dubi rehati hoon

sab mujhako kehate hai begaane

saanj sabere japata hoon main tere naam ki maala

tere ishq ne mujhko soniye paagal kar daala

mere husn se khushbu barse aankhein madhushaala

husn ki malika roop ki raani main hoon tera matwaala

tere ishq ne mujhko soniye pagal kar daala

tere mere husn se khushbu barse aankhein madhushaala

tere ishq ne mujhko soniye paagal kar daala

tere mere husn se khushbu barse aankhein madhushaala

Explore this song