Roman script

tera husn ka jadu chal gaya re 

tera husn ka jadu chal gaya 

tera husn ka jadu chal gaya re 

tera husn ka jadu chal gaya 

ye teri shokh adaaye ye masti bhari nigaahen 

ye teri shokh adaaye ye masti bhari nigaahen

jinhe dekh ke dil mera fisal gaya re

tera husn ka jadu chal gaya re 

tera husn ka jadu chal gaya

tera husn ka jadu chal gaya re 

tera husn ka jadu chal gaya

ye chanda jaisa chehara ye teri julf ke saaye 

ye teri julf ke saaye 

ithala ke jab tu chlati hai duniya pe kayamat dhaye 

duniya pe kayamat dhaye 

o roop nagar ki devi  tu jidhar jidhar se gujari  

o roop nagar ki devi  tu jidhar jidhar se gujari 

tere naam ka sikka chal gaya re 

tera husn ka jadu chal gaya re 

tera husn ka jadu chal gaya

tera husn ka jadu chal gaya re 

tera husn ka jadu chal gaya

duniya jo khafa ho jaaye is baat se kya darna hai 

is baat se kya darna hai 

bas tere liye jina hai bas tere liye marna hai 

bas tere liye jina hai bas tere liye marna hai 

pana hai na kuchh khona hai ho jayega jo hona hai 

pana hai na kuchh khona hai ho jayega jo hona hai 

ab teer kamaan se nikal gaya re

tera husn ka jadu chal gaya re 

tera husn ka jadu chal gaya

tera husn ka jadu chal gaya re 

tera husn ka jadu chal gaya

ye teri shokh adaaye ye masti bhari nigaahen 

ye teri shokh adaaye ye masti bhari nigaahen

jinhe dekh ke dil mera fisal gaya re

tera husn ka jadu chal gaya re 

tera husn ka jadu chal gaya

tera husn ka jadu chal gaya re 

tera husn ka jadu chal gaya

tu jakham hai tu marham hai, tu shola hai shabnam hai

tu shola hai shabnam hai  

tu phul hai tu khushbu hai, tu geet hai tu sargam hai

tu geet hai tu sargam hai

ye chaal teri mastaani teri dekh ke mast jawaani 

ye chaal teri mastaani teri dekh ke mast jawaani

main girate girate sambhal gaya re 

tera husn ka jadu chal gaya re 

tera husn ka jadu chal gaya

tera husn ka jadu chal gaya re 

tera husn ka jadu chal gaya

tera husn ka jadu chal gaya re 

tera husn ka jadu chal gaya

tera husn ka jadu chal gaya re 

tera husn ka jadu chal gaya

Explore this song