Roman script

tere dil me mujhe rahna jhai 
are duniya ne kya kahna hai 
tere dil me mujhe rahna hai 
o tere dil me mujhe rahna hai 
o tere dil me mujhe rahna hai 
main tujhme tu mujhme hai hardam 
geet hu main tu geet ki sargam 
main tujhme tu mujhme hai hardam 
geet hu main tu geet ki sargam 
sath hamesha rahana hai 
tere dil me mujhe rahna hai 
tu hi tu hai in aankho me 
khusbu teri hai sanso me 
tu hi tu hai in aankho me 
khusbu teri hai sanso me 
bas itna hi kahna hai 
tere dil me mujhe rahna hai 
o tere dil me mujhe rahna hai 
o dil to mera bhi karta hai 
duniya se ye darta hai
dil to mera bhi karta hai 
duniya se ye darta hai
are duniya ne kya kahna hai 
tere dil me mujhe rahna hai 
o tere dil me mujhe rahna hai 
o tere dil me mujhe rahna hai 
o tere dil me mujhe rahna hai

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Suresh Wadkar, Asha Bhosle

lyricist: Abhilash, Dev Kohli