Roman script

sara jag tane mare kah ke diwani 

kise main sunau yahan apni kahnai

patthar dil hai bairi jamana

patthar dil hai bairi jamana

aansu ko samjhe aankhon ka pani 

aankhon ka pani 

tere darsh ke pyase naina 

janmo se tarse janmo se tarse 

megha barse choumase ye baro maas barse

naina baro maas barase

Explore this song