Roman script

i do ishq only tumse

i do ishq ishq only tumse tumse tumse

i do ishq only tumse

tere chehre se nazar nahi hatti kya kare kya kare

yeh pyaas dil ki nahi ghatti kya kare kya kare

bin tere raat nahi katti kya kare kya kare

chahat ki aag nahi bujhti kya kare kya kare

ham na deewane ho jaye aankho ki galiyo me kho jaye

teere nazar na mujhpe chalao jao ji jao yu na banao

iski ada pe ham mar mite hai ispe fida hai isko nahi hai pata

le jayenge ham isko utha ke apna banake aayega phir to maja

idiot ka matlab batayenge kadmo me usko jhukayenge

deewanagi na mujhko dikhao yu na kahani apni sunao

tere chehre se nazar nahi hatti kya kare kya kare

yeh pyaas dil ki nahi ghatti kya kare kya kare

ziddi badi hai ruthi khadi hai

kya gulchhadi hai rehti hai hamse khafa

hey shola dhali hai kuch manchali hai

yeh diljali hai isme nasha hi nasha

kya kya bahane banati hai deewano ka dil jalati hai

main hu sharara daman bachao tum ishq me na khud ko jalao

tere chehre se nazar nahi hatti kya kare kya kare

yeh pyaas dil ki nahi ghatti kya kare kya kare

bin tere raat nahi katti kya kare kya kare

chahat ki aag nahi bujhti kya kare kya kare

ham na deewane ho jaye aankho ki galiyo me kho jaye

teere nazar na mujhpe chalao jao ji jao yu na banao

tere chehre se nazar nahi hatti kya kare kya kare

yeh pyaas dil ki nahi ghatti kya kare kya kare

bin tere raat nahi katati kya kare kya kare

chahat ki aag nahi bujhhti kya kare kya kare

Explore this song