Roman script

kyu lag raha hai samay ajnabi

aisi na dekhi ye rate kabhi

hai palo ki bas ye mulakat

dhal raha hai sitaro me aakash

kyu ye reto sa fisalta jaye lamha

tere bina ab nahi mujhko jina

chodna tum ye bahe kabhi na

jana na kahi tum liye izazat bina

tere bina ab nahi mujhko jina

chodna tum ye bahe kabhi na

jana na kahi tum liye izazat bina

aankhe kabhi mai na kholu

jab tum nahi samne ho

us kal ki mai kaise sochu

jis kal me tum nahi ho

bachpana thi meri jawani

aake tune badal di kahani

ho gayi kaise khwahishe ye jawa

tere bina ab nahi mujhko jina

chodna tum ye bahe kabhi na

jana na kahi tum liye izazat bina

tere bina ab nahi mujhko jina

chodna tum ye bahe kabhi na

jana na kahi tum liye izazat bina

tere bina ab nahi mujhko jina

chodna tum ye bahe kabhi na

jana na kahi tum liye izazat bina

tere bina ab nahi mujhko jina

chodna tum ye bahe kabhi na

jana na kahi tum liye izazat bina

Explore this song