Roman script

Aarzoo meri

Meri aas tu meri pyas tu

Har saans ka ehsaas tu

Tere bin mane na maane na mane matwala mora jiya

Tere bin jiya re jiya re jiya toh main kya jiya

Teri talash mein phiru khoya re khoya re

Khoya main tto tere bina

Tera bina nahi laage jiya

Tera bina nahi laage jiya

Tera bina nahi laage jiya

Bekhudi meri saadgi

Mera hamnawa ik tu hi

Main teri khoj mein ye aa gaya kahaan

Na zameen hai yahaan na yahaan aasmaan

Dhadkano ki sadaa na saanson ka shor hai

Ishq hi ishq mere charon aur hai

Teri talash mein phiru khoya re khoya re

Khoya main tto tere bina

Tera bina nahi laage jiya

Tera bina nahi laage jiya

Tera bina nahi laage jiya

T.. Teri aankhon se hi dekhoon main ye jahaan

Tu nazar pher le tto main jaaun main kahaan

Mera saaya hai tu

Tu jo mere saath hai toh mujhe kya fiqar

Din hai yaa raat hai

Teri talash mein phiru khoya re khoya re

Khoya main tto tere bina

Tera bina nahi laage jiya

Tera bina nahi laage jiya

Tera bina nahi laage jiya

Explore this song